Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

    :phool:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

    Ok acha silsila hay

    Comment


    • #3
      Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

      good luck

      unfortunately i cannot participate, but wish u all a great time learning
      :alhamd:

      Comment


      • #4
        Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

        Boht achaa silsala shurow kia hy Aabi ..I hope k yah ham sab k liya helpfull ho ga..
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment


        • #5
          Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

          Mein Hazir Hota Hoon Jald

          Comment


          • #6
            Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

            Assalamu AlaikUm aabi

            jazak Allah..achha silsila hai..mai koshish karon gi participate karnay ki...

            Question no 1...TOuhed Kia hai??

            Ans...Touheed aik Arabic Lafz hai which is derived from Ahad...meaning single,akayla ,Aik,The one and Only..Chunan_cha Touheed ka matlab hota hai Aik Allah K honay Par Yaqeen Rakhna.....monotheism.....Aam ya sada Ilfaz Mai ye k Muslims ye aqeeda Rakhtay Hai k Allah Aik hai jis nay is Kainaat ko,Zameen ,Asman ko,aor in mai Basnay wali sari Makhloqat Ko payda kiya hai...US ka koi Shareek Nahi IS Ko Tauheed Kahtay Hain....Jasa K Kisi b mUsalman k liye sab say pahlay LA ILAHA ILLAL LA HU ...Parna aor dil say yaqen rakhna pahli shart hai...
            .................................................. .................................................. ........
            Question no 3..Shirk ki Taref aor aqsaam bayan Karain..

            Ans...Shirk bhi Aik arabic Lafz hai jo k TAuheed ka Ult hai.ye shrk say nikla haijis ka aam matlab kisi k sath koi cheez share karna hota hai...is Mai monotheism nahi polytheism ka aqeeda hota hai..yani Allah ki siffat Mai kisi ko us ka barabar ka shareek Tahrana....
            Shirk ki 2 aqsam hain
            aik bara ya major shirk ..Shirk al Akbar
            aor doosra
            Minor shirk...shirk Al Asghar

            Shirk Al Akbar ka matlab hai k
            Allah Talla Ki Rabobiyat Mai kisi ko sharek karna ya Allah pak ko Lord of the world na mana....
            Yani ye aqeeda rakhna K Allah pak akaylay IS kainat k bananay walay nahi hain koi in k equal ya unequal power majoud hai aor is zaman mai mukhtalif logo,sofiyon aor saints ko Allah ka sharek samjna.
            ya ye aqeeda rakhna k Allah jasi Majoud aor Hamysha Rahnay wali hasti ka koi wajoud sirray say hai hi nahi..ye kainaat aik hadsay k nateejay mai ban gai thi..is ka koi maqsad nahi hai.ye aqeeda aam tour par philosphers ka hota hai jo Dahriye hotay hain.
            Allah pak k ibadat mai kisi aor ko shareek karna
            is mai 2 catagories hain aik wo jo sirf buton, ki pooja kartay hain aor dosray wo hain jo bazahir muslims hain magar un k dilon mai god aor godess ki Ahmiyat bohot ziada hai wo Un say Dua mangtay hain.Bazahir Islam ka parchar kartay hain.
            Allah Tala k Sifati Nammon ko doosron say mansob karna
            Yani Jasay puranay zamany mai Arab Buton ki poaj kartay thay tu un ko Al-Laat,Al.Mannat Ka naam diya tha jo k Allah pak k Sifati naam hain...
            ya Allah Tala ko mukhtalif insano aor animals ka naam aor sifat sat mansob kiya jata hai Unki shaklain banai jati hain aor Unki ibadat ki jati hai.

            Minor shirk...
            Yani koi ibadat is niyyat say karna k log usay daikhain aor Tareef karain..Asi Niyyat agar rakhk ar naik kaam kiya jaye tu baray say bara naik amal b zaiya ho jata hai

            ALlah pak is mai agar koi mujh say galti ho gai hai tu Muaf karain.Ameen


            Aabi:rose 2nd question ka answer next episode mai ....if the rules of ur post allow...i have to leave now
            Last edited by Say_lani; 8 May 2006, 12:13.
            Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
            ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

            Comment


            • #7
              Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

              :)
              Attached Files

              Comment


              • #8
                Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                here me again with second answer of the contest
                Attached Files
                Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab
                ~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~

                Comment


                • #9
                  Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                  Originally posted by Say_lani
                  here me again with second answer of the contest
                  :masha

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                    Both the Mask and Say_lani are going good
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala


                      Comment


                      • #12
                        Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                        Originally posted by Say_lani
                        Assalamu AlaikUm aabi

                        jazak Allah..achha silsila hai..mai koshish karon gi participate karnay ki...

                        Question no 1...TOuhed Kia hai??

                        Ans...Touheed aik Arabic Lafz hai which is derived from Ahad...meaning single,akayla ,Aik,The one and Only..Chunan_cha Touheed ka matlab hota hai Aik Allah K honay Par Yaqeen Rakhna.....monotheism.....Aam ya sada Ilfaz Mai ye k Muslims ye aqeeda Rakhtay Hai k Allah Aik hai jis nay is Kainaat ko,Zameen ,Asman ko,aor in mai Basnay wali sari Makhloqat Ko payda kiya hai...US ka koi Shareek Nahi IS Ko Tauheed Kahtay Hain....Jasa K Kisi b mUsalman k liye sab say pahlay LA ILAHA ILLAL LA HU ...Parna aor dil say yaqen rakhna pahli shart hai...
                        .................................................. .................................................. ........
                        Question no 3..Shirk ki Taref aor aqsaam bayan Karain..

                        Ans...Shirk bhi Aik arabic Lafz hai jo k TAuheed ka Ult hai.ye shrk say nikla haijis ka aam matlab kisi k sath koi cheez share karna hota hai...is Mai monotheism nahi polytheism ka aqeeda hota hai..yani Allah ki siffat Mai kisi ko us ka barabar ka shareek Tahrana....
                        Shirk ki 2 aqsam hain
                        aik bara ya major shirk ..Shirk al Akbar
                        aor doosra
                        Minor shirk...shirk Al Asghar

                        Shirk Al Akbar ka matlab hai k
                        Allah Talla Ki Rabobiyat Mai kisi ko sharek karna ya Allah pak ko Lord of the world na mana....
                        Yani ye aqeeda rakhna K Allah pak akaylay IS kainat k bananay walay nahi hain koi in k equal ya unequal power majoud hai aor is zaman mai mukhtalif logo,sofiyon aor saints ko Allah ka sharek samjna.
                        ya ye aqeeda rakhna k Allah jasi Majoud aor Hamysha Rahnay wali hasti ka koi wajoud sirray say hai hi nahi..ye kainaat aik hadsay k nateejay mai ban gai thi..is ka koi maqsad nahi hai.ye aqeeda aam tour par philosphers ka hota hai jo Dahriye hotay hain.
                        Allah pak k ibadat mai kisi aor ko shareek karna
                        is mai 2 catagories hain aik wo jo sirf buton, ki pooja kartay hain aor dosray wo hain jo bazahir muslims hain magar un k dilon mai god aor godess ki Ahmiyat bohot ziada hai wo Un say Dua mangtay hain.Bazahir Islam ka parchar kartay hain.
                        Allah Tala k Sifati Nammon ko doosron say mansob karna
                        Yani Jasay puranay zamany mai Arab Buton ki poaj kartay thay tu un ko Al-Laat,Al.Mannat Ka naam diya tha jo k Allah pak k Sifati naam hain...
                        ya Allah Tala ko mukhtalif insano aor animals ka naam aor sifat sat mansob kiya jata hai Unki shaklain banai jati hain aor Unki ibadat ki jati hai.

                        Minor shirk...
                        Yani koi ibadat is niyyat say karna k log usay daikhain aor Tareef karain..Asi Niyyat agar rakhk ar naik kaam kiya jaye tu baray say bara naik amal b zaiya ho jata hai

                        ALlah pak is mai agar koi mujh say galti ho gai hai tu Muaf karain.Ameen


                        Aabi2nd question ka answer next episode mai ....if the rules of ur post allow...i have to leave now
                        aslamo alykum dear sister aap ny bohat achi koshish ki aur dono sawalon ka taqreeban theek jawaab diya hy ALLAH paak aapky ilmo aur amal main mazeed barkateen aur wusateen peda farmay(ameeen)inSHALLAH main sunday ki shaam ko in sab sawalon ka tafsili jawab laykar hazir honga.w/slaam aabi:rose :rose
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                          Originally posted by TheMask
                          :)
                          aslamo alykum the mask bhai aap ny bohat achi koshish ki aur pehly aaur akhri sawal ka jawab aap ka theek hy likin dosry sawal k jawab main aap khata kar gay ye bilkul theek hy k ALLAH ki ye shaan hy k wo alamul gaib hy mushkil kusha hy aur qadire mutlaq hy har jaga hazir hy ye sab sifaat ALLAh ki hain likin inka haqiiqi mani ilah se koi taloq naheen haan hum mafhomi tour par in main se baz ko ilah kiliya taswur karsakty hain.ilah k haqeeqi mani mabood k hi hain lugwi tour par bhi aur mafhomi tour par bhi yani aik aysi hasti jo k galbul irada ho aur wajbul wajood ho yani us k ilawa sab fani aur majboor hon aur wo aikla galib aur ghani aur by niaz ho aur aysi hasti hi mabood kehlany ki haqdaar hy. inshALLAH is ki mazeed wazahat sunday ki shaam ko jawabaat k sath hazir ho kar karooon ga.bahar haal aapka bohat bohat shukriya aap ki bohat ummda koshish thi ..w/slaam aabi:rose
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                            Originally posted by Say_lani
                            here me again with second answer of the contest
                            aslamo alykum dear sister, aap ny jawab diya k ilah k mani rab k hain to arz hy k aap ka ye jawab saheeh naheen kiuon k ilah ka lugwi matlab hy mabood aur mabood wo hasti hoti hy jo k wajbul wajood ho aur ghalibul irada ho yani jiss ka wahood ka hona zaroori aur na hona mahal ho aur uska wajood hameesh rehny wala yani baqi ho jabk us ki quwaty irada sab par ghalib ho yani sab us k mohtaj aur wo har kisi se by niaz ho .aysi hasti hi mabood kehla sakti hy . aap ny jo lafaz ALLAH se rab murad liya hy wo saheeh naheen kiuon k lafaz ALLAH hamry khuda ka isme zaat hy yani zaati naam hy aur is lafaz k isam aur alam hony main ulmah ka ikhtilaf hy khair ye aik aur lambi behas hy main filhaal is main anheen parna chata . han to main arz kar raha tha k lafz ALLAH , ALLAH ka isme zaat hy aur isy bool kar hum aik aysi hasti ki taraf ishara karty hain jo k mabood ho. aap ny ye jo lafaz ALLAH ko alehda alehda kark us k mani biyan kiya hain wo rab k naheen balk allah hi k mani banty hain main is ki tafseel phir kabhi lafze ALLAH k mani aur mafhoom k hawala se arz karoon ga felwaqat time naheen hy bahar haal aapki koshish achi hy.....w/slaam aabi:rose
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~``Islamic Quiz``~Weekly Silsala

                              Originally posted by Khalil

                              aslamo alykum khalil bhai aap ny meri hayrat main izafa kart huy naqabil yaqeen had tak teeno sawalon k bohat hi ummda aur saheeh jawabaat diye hain aur mujh ko bohat khch sochny par majboor bhi kardiya hy aap ki maloomat k bary main khas tour par aap ka pehly sawal ka jawaab to intihai zoor daar hy is k sath sath ilah k mafhoom wala jawab bhi aap ka theek hy likin aap ny ilah k lugwi mani naheen batay is k ilawa tesry sawal k jawab main bhi aap ny kamal kiya hy likin aik galti aap kar gay hain wo ye k aap ny apny nafas ki perwi ko sab se bara shirak qaraar diya hy jab k aysa naheen hy sab se bara shirk ALLAH ki zaat main shreek manny ko kehty hain... baqi main inshALLAH tafsili jawaabat lykar sunday ki shaam ko hazire khidmat hon ga....w/slaam aabi:rose
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X